ab mujhe ghair ke aaghosh mein khote hue dekh

ab mujhe ghair ke aaghosh mein khote hue dekh
apne hote hue ye zulm bhi hote hue dekh

lahlahati hui ghazlon pe tabassum na luta
mujh ko kaghaz pe kabhi ashk bhi bote hue dekh

zahr hoti hai ye jagi hui aankhon ki thakan
khwab itne hi zaruri hain to sote hue dekh

koi kandha nahin milta jinhen un se zara puchh
kitni dhudli hai ye duniya kabhi rote hue dekh

ab talak to na mila guhar-e-haqiqat koi
kitne hi khwab ke dariyaon mein ghote hue dekh


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close