aql se kaam kar By Ghazal << duniya ne jab Daraya to D... gudaz-e-atish-e-gham sin ... >> aql se kaam kar dahr mein nam kar main ne dekha use apna dil tham kar qaum ka ho bhala aisa iqdam kar apna har ranj-o-gham tu mere nam kar zindagi hai yahi subh se sham kar mol apna badha mujh ko be-dam kar der 'hafiz' na ho jald har kaam kar Share on: