baat achchhi buri lagi us ko koi dikhlae raushni us ko ek bimar hai bahut bimar kash aa jae maut hi us ko ek ladki mujhe jo dewi hai kyon satata hai aadmi us ko apna ye jism bhi nahin apna kaun samjhae har ghadi us ko is ke hone se chal rahi dhadkan main ne de di hai zindagi us ko kaam aata hun yar ke ab bhi ras aati hai shaeri us ko