ek tha shakhs zamana tha ki diwana bana ek afsana tha afsane se afsana bana ek pari-chehra ki jis chehre se aaina bana dil ki aaina-dar-aina pari-khana bana khema-e-shab mein nikal aata hai gahe gahe ek aahu kabhi apna kabhi begana bana hai charaghan hi charaghan sar-e-ariz sar-e-jam rang-e-sad-jalwa-e-jaanana sanam-khana bana ek jhonka tere pahlu ka mahakti hui yaad ek lamha teri dildari ka kya kya na bana
This is a great sad shayari status. True lovers of pyar ka afsana shayari will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this sad shayari on aaina is truly a work of art. Please share if you liked this!!!