jin ki aankhon mein tha surur-e-ghazal un ghazalon ki yaad aati hai sadgi la-jawab thi jin ki un sawalon ki yaad aati hai jaane wale kabhi nahin aate jaane walon ki yaad aati hai 'wajd' lutf-e-sukhan mubarak ho ba-kamalon ki yaad aati hai
This is a great meri sadgi shayari. Please share if you liked this!!!