maine apni har muskan ko de Dala ban-bas

main ne apni har muskan ko de dala ban-bas
honton ki is awadh-puri ke koi na aae pas

apni ana ki taramati ko kar dala nilam
waqt ke wishwamitr ko ab to ho jae ehsas

aankh pe goggle hath mein degree khwabon ke bazar
sone ka mrig dekh dekh kar widdya hui udas

shakti aur yudhishtir mein ab kuchh bhi nahin hai farq
donon nyay ke palan-haare donon dharm ke das

type-writer gung-mahal hai shabdon ka de dan
kaghaz akshar 'ashk'-o-tabassum sabhi rachaen das


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close