raat ki dhadkan jab tak jari rahti hai sote nahin hum zimmedari rahti hai jab se tu ne halki halki baaten kin yar tabiat bhaari bhaari rahti hai panw kamar tak dhans jate hain dharti mein hath pasare jab khuddari rahti hai wo manzil par aksar der se pahunche hain jin logon ke pas sawari rahti hai chhat se us ki dhup ke neze aate hain jab aangan mein chhanw hamari rahti hai ghar ke bahar dhundhta rahta hun duniya ghar ke andar duniya-dari rahti hai
This is a great dhadkan movie shayari in hindi. True lovers of teri patli kamar shayari will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this dhansu shayari in hindi is truly a work of art. Please share if you liked this!!!