shorishon se khelna hangamon se Darna nahin By Ghazal << KHamosh hun main lab pe s... safar mein faslon ke sath... >> shorishon se khelna hangamon se darna nahin hum to aise rahte hain jaise kabhi marna nahin par karna hai mujhe dariya-e-jabr-e-waqt ko kaam aisa hai ki jaldi mein use karna nahin Share on: