yak thaar u nigar khadi thi nazar padi yak bul-hawas ke hat chadi thi nazar padi kaswat newi nayan mein khumari badan pe jot lat khis pati sun mukh pe padi thi nazar padi moti sun hor sune se na jaanon diya hai kun bhar sab apas ke tan kun mudi thi nazar padi baalan mein tel bar mein gulan bhar gala sandal tambul ki adhar pe dhadi thi nazar padi 'bahri' ab us pari ki parat kun patiya nako bazi kuchh aur bhant khadi thi nazar padi