yun ghar se mohabbat ke kya bhag chale jaana

yun ghar se mohabbat ke kya bhag chale jaana
kuchh is mein samajhta hai de aag chale jaana

ta-shahr-e-adam hum ko mushkil nazar aata hai
aalaish-e-hasti se be-lag chale jaana

kuche se tere gahe ghar shab ko jo aata hun
phir subh hue sote uth jag chale jaana

us zulf ke afi ne mara hai jise us ke
ashk aankh se aur munh se hain jhag chale jaana

jate to ho mai-khane masjid mein bhi yak saat
waiz ka muhib sunte khaddag chale jaana


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close