ahwal ek safar ka By Nazm << be-nawa hain ki tujhe sau... ammi jaan >> ajnabi sabza-zaron mein hadd-e-nazar tak banafsha ke phul ajnabi to nahin the na hain wo to rah-e-safar ke ujale bhi the ham-safar bhi lage dastanen sunate bhi the aur sunte bhi the ab ke mausam tumhein yaad karte rahe aur main chup rahi Share on: