aksar aisa hota hai By Nazm << ek ehsas walida marhuma ki yaad me... >> aksar ek ped safar mein badal jata hai aur tumhaara chehra dhund mein kho jata hai aksar meri yaaden majbur si ho jati hain aur ek pal sadi mein badal jata hai aksar tumhaari yaaden ek rasta ban jati hain aur ek sadi pal mein guzar jati hai Share on: