bint-e-hawwa hun main ye mera jurm hai aur phir shaeri to kada jurm hai main tamasha nahin apna izhaar hun soch sakti hun so layaq-dar hun mera har harf har ek sada jurm hai aur phir shaeri to kada jurm hai mujh mein ehsas kyun ho ki aurat hun main zindagi kyun lagun? bas zarurat hun main ye meri aagahi bhi mera jurm hai aur phir shaeri to kada jurm hai mera aanchal jale aur main chup rahun zulm sahti rahun aur main chup rahun jaanti hun mera bolna jurm hai aur phir shaeri to kada jurm hai mere jazbe rahen dil ke zindan mein meri gustakhiyan aap ki shan mein aap ka zikr bhi to bada jurm hai aur phir shaeri to kada jurm hai
This is a great shan o shaukat shayari. True lovers of na bolna shayari will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this aankhon ki gustakhiyan shayari is truly a work of art. Please share if you liked this!!!