ye maqula hind mein muddat se hai zarb-ul-masal jo ki ja pahuncha dakan mein bas wahin ka ho raha parsi hindu musalman ya masihi ho koi hai dakkan ko har koi apni wilayat jaanta sehn-e-gulshan mein kisi kaam ko aae koi jaega bu-e-ruba se moattar ho kar hyderabad bhi ek bagh hai masha-allah hai jahan faiz ka darwaza kushada sab par izzat-e-qaumi tarasti thi sada aankhen mein aa ke balda ke siwa na mein laga us ka pata