ek be-tuki nazm aaj bistar hi mein hun kar diya hai aaj mere muzmahil aaza ne izhaar-e-baghawat barmala mera jism-e-na-tawan mera ghulam-e-eba-wafa waqai malum hota hai thaka haara hua aur main ek sakht gir aaqa… zamane ka ghulam kis qadar majbur hun pet puja ke liye do qadam bhi uth ke ja sakta nahin mere cha kar panw shal hain jhuk gaya hun in kaminon ki raza ke samne sar utha sakta nahin aaj bistar hi mein hun
Please share if you liked this!!!