suraj-2 By Poetry For Children, Nazm << be-yaqini ka sahra numu >> ye jo dhal raha hai suraj kahan ja raha hai suraj kya dariya ke par us ka bistar bichha hua hai yun bhi kabhi hua hai na tulua hua ho suraj na utha ho waqt par wo bahut thak gaya ho suraj Share on: