yahan mazafat mein

yahan mazafat mein is waqt
thik is waqt
jab zamini ghadiyan subh ke sadhe-sat baja rahi hain
ek pahiya banaya ja raha hai
lakdi ke takhton ko golai dena mamuli kaam nahin
apne wast se bahar phutti hui raushni
aurat ke barahana jism ke baad ye pahla manzar hai
jis ne mujhe rok liya hai
aur main bhul gaya hun ki sayyare par koi mausam bhi hai
aur mera ek nam bhi hai
pahiyon ki ek jodi darwaze se lagi khadi hai
gadiban aaega aur use le jaega
gadiban aaega aur ye phul le jaega
This is a great aurat pe shayari. True lovers of samay ka pahiya shayari will love this. For some people shayari is the most enjoyable thing in life and they absolutely adore izzat dena shayari. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close