ye saghar-e-gham ki gardish hai sahba-e-tarab ka daur hai ye kya khub naya andaz hai ye! kya khub nirala taur hai ye fariyaad bhi hai ye naghma bhi ye sher bhi hai afsana bhi ye raqs nahin ye raqs nahin kuchh aur hai ye kuchh aur hai ye
Please share if you liked this!!!