chupke chupke raat din aansu bahana yaad haiShayari By 02 Aug 2021 01:54:34 PMGhazalchupke chupke raat din aansu bahana yaad hai hum ko ab tak aashiqi ka wo zamana yaad hai ba-hazaran iztirab o sad-hazaran ishtiyaq tujh se wo pahle-pahal dil ka lagana yaad hai [...] Continue Reading... Share on:
aaghaz to hota hai anjam nahin hotaShayari By 07 Nov 2020 04:29:05 PMGhazalaaghaz to hota hai anjam nahin hota jab meri kahani mein wo nam nahin hota jab zulf ki kalak mein ghul jae koi rahi badnam sahi lekin gumnam nahin hota [...] Continue Reading... Share on:
Pehle Wo Tha Uske Naam Thi10 Apr 2020 01:13:47 AMBreakupPehle wo tha uske naam thiZindagiAb jab nahi hai wo to gumnaamHai zindagi...!!! Continue Reading... Share on:
Kabhi jeeta tha mera kaatil bhi10 Apr 2020 01:13:47 AMBreakupKabhi jeeta tha mera kaatil bhi,meri aashiqui ki umeed mein,aaj mera dil b meri zindagi k liyekahan dhadakta hai..kya hoti hain bewafaiyeh toh maloom na tha,aaj zarra zarra meramohabbat ke liye tadapta hain.rulaya hain usne mujheyhar roj apni mohabbat meinfir b dil usse liptne ko tadapta hai Continue Reading... Share on:
Sab Kuch Hai Mere Paas Par Dil Ki Dawa Nahi10 Dec 2020 07:18:19 PMDecentSab kuch hai mere paas par dil ki dawa nahi, door wo mujhse hai par main khafa nahi, maloom haiab bhi pyar karta hai mujhe, wo thora ziddi hai magar bewafa nahi. Continue Reading... Share on:
Aashiqi karna hume bhi aata hai25 Jul 2020 10:53:40 AMFlirtAashiqi karna hume bhi aata hai...log tera naam jaan jayenge bas isliye chup hun... Continue Reading... Share on: