zaban rakhta hun lekin chup khaDa hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalzaban rakhta hun lekin chup khada hun main aawazon ke ban mein ghir gaya hun mere ghar ka daricha puchhta hai main sara din kahan phirta raha hun [...] Continue Reading... Share on:
ab ke barish mein to ye kar-e-ziyan hona hi thaShayari By 09 Nov 2020 05:09:36 PMGhazalab ke barish mein to ye kar-e-ziyan hona hi tha apni kachchi bastiyon ko be-nishan hona hi tha kis ke bas mein tha hawa ki wahshaton ko rokna barg-e-gul ko khak shoale ko dhuan hona hi tha [...] Continue Reading... Share on:
aankhen bhi hae naza mein apni badal gainShayari By 04 Nov 2020 11:48:20 AMSheraankhen bhi hae naza mein apni badal gain sach hai ki bekasi mein koi aashna nahin Continue Reading... Share on:
wo siwa yaad aae bhulane ke baadShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwo siwa yaad aae bhulane ke baad zindagi badh gai zahr khane ke baad dil sulagta raha aashiyane ke baad aag thandi hui ek zamane ke baad [...] Continue Reading... Share on:
itna to zindagi mein kisi ke KHalal paDeShayari By 07 Nov 2020 02:07:17 PMGhazalitna to zindagi mein kisi ke khalal pade hansne se ho sukun na rone se kal pade jis tarah hans raha hun main pi pi ke garm ashk yun dusra hanse to kaleja nikal pade [...] Continue Reading... Share on:
ret bhari hai in aankhon mein aansu se tum dho lenaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalret bhari hai in aankhon mein aansu se tum dho lena koi sukha ped mile to us se lipat ke ro lena us ke baad bahut tanha ho jaise jangal ka rasta jo bhi tum se pyar se bole sath usi ke ho lena [...] Continue Reading... Share on: