chand raatShayari By 16 Nov 2020 03:26:55 PMNazmgae baras ki id ka din kya achchha tha chand ko dekh ke us ka chehra dekha tha faza mein 'keats' ke lahje ki narmahat thi mausam apne rang mein 'faiz' ka misra tha [...] Continue Reading... Share on:
pura dukh aur aadha chandShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalpura dukh aur aadha chand hijr ki shab aur aisa chand din mein wahshat bahal gai raat hui aur nikla chand [...] Continue Reading... Share on:
ras hai mujhko shab, tanha aawara chandShayari By 11 Nov 2020 08:06:54 PMGhazalras hai mujh ko shab, tanha aawara chand sartani hun main, mera sayyara chand in ko sher karun, andar ki baat kahun mausam raat ghata, suraj ek tara chand [...] Continue Reading... Share on:
nil-gagan mein tair raha hai ujla ujla pura chandShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalnil-gagan mein tair raha hai ujla ujla pura chand man ki lori sa bachche ke dudh katore jaisa chand munni ki bholi baaton si chatkin taron ki kaliyan pappu ki khamoshi shararat sa chhup chhup kar ubhra chand [...] Continue Reading... Share on:
sukhi Tahni tanha chiDiya phika chandShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsukhi tahni tanha chidiya phika chand aankhon ke sahra mein ek nami ka chand us mathe ko chume kitne din bite jis mathe ki khatir tha ek tika chand [...] Continue Reading... Share on:
kya jaane kis ki dhun mein raha dil-figar chandShayari By 31 Oct 2020 04:40:45 PMGhazalkya jaane kis ki dhun mein raha dil-figar chand sangam pe roz-o-shab ke dhala bar bar chand aai na raat bhar koi panghat pe sanwli pani mein chhup ke baitha raha be-qarar chand [...] Continue Reading... Share on: