gali se teri dil ko le to chala hunShayari By 04 Nov 2020 11:52:05 AMShergali se teri dil ko le to chala hun main pahunchunga jab tak ye aata rahega Continue Reading... Share on:
dil bhi tere hi Dhang sikha haiShayari By 04 Nov 2020 11:51:15 AMSherdil bhi tere hi dhang sikha hai aan mein kuchh hai aan mein kuchh hai Continue Reading... Share on:
dil bhi ai dard qatra-e-KHun thaShayari By 04 Nov 2020 11:50:59 AMSherdil bhi ai 'dard' qatra-e-khun tha aansuon mein kahin gira hoga Continue Reading... Share on:
girte hue jab maine tera nam liya haiShayari By 09 Nov 2020 06:02:59 PMGhazalgirte hue jab main ne tera nam liya hai manzil ne wahin badh ke mujhe tham liya hai mai-khwar to hai mohtasib-e-shahr ziyaada rindon ne yunhi muft mein ilzam liya hai [...] Continue Reading... Share on:
ahl-e-dil jo bhi baat kahte hainShayari By 05 Nov 2020 02:01:26 PMGhazalahl-e-dil jo bhi baat kahte hain koi raaz-e-hayat kahte hain un ke gham se hai jawedan warna zist ko be-sabaat kahte hain [...] Continue Reading... Share on:
ya rahen isMein apne ghar ki tarahShayari By 03 Nov 2020 11:35:20 AMSherya rahen is mein apne ghar ki tarah ya mere dil mein aap ghar na karen Continue Reading... Share on: