gham diye hain to masarrat ke guhar bhi denaShayari By 19 Nov 2020 10:26:27 PMGhazalgham diye hain to masarrat ke guhar bhi dena ai khuda tu mujhe jine ka hunar bhi dena hakim-e-waqt ye hijrat mujhe manzur magar dam-e-rukhsat mujhe saman-e-safar bhi dena [...] Continue Reading... Share on:
gham-e-ashiqi se kah do rah-e-am tak na pahuncheShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalgham-e-ashiqi se kah do rah-e-am tak na pahunche mujhe khauf hai ye tohmat tere nam tak na pahunche main nazar se pi raha tha to ye dil ne bad-dua di tera hath zindagi bhar kabhi jam tak na pahunche [...] Continue Reading... Share on:
nadi ka aab diya hai to kuchh bahaw bhi deShayari By 19 Nov 2020 01:46:36 AMGhazalnadi ka aab diya hai to kuchh bahaw bhi de meri ghazal ko naya-pan bhi de rachaw bhi de chala ke sard hawa mujh ko munjamid bhi kar pighal ke phailna chahun to ek alaw bhi de [...] Continue Reading... Share on:
dar dar phirte logon ko dar de maulaShayari By 17 Nov 2020 11:52:25 PMGhazaldar dar phirte logon ko dar de maula banjaron ko bhi apna ghar de maula jo auron ki khushiyon mein khush hote hain un ka bhi ghar khushiyon se bhar de maula [...] Continue Reading... Share on:
amn ki kar KHairaat ata mere maulaShayari By 15 Nov 2020 04:42:48 PMGhazalamn ki kar khairaat ata mere maula jang-o-jadal ko dur hata mere maula ab ke baras to shakhon pe phal-phul khilen dharti ko gulzar bana mere maula [...] Continue Reading... Share on:
na chaaragar ki zarurat na kuchh dawa ki haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherna chaaragar ki zarurat na kuchh dawa ki hai dua ko hath uthao ki gham ki raat kate Continue Reading... Share on: