dar dar phirte logon ko dar de maulaShayari By 17 Nov 2020 11:52:25 PMGhazaldar dar phirte logon ko dar de maula banjaron ko bhi apna ghar de maula jo auron ki khushiyon mein khush hote hain un ka bhi ghar khushiyon se bhar de maula [...] Continue Reading... Share on:
amn ki kar KHairaat ata mere maulaShayari By 15 Nov 2020 04:42:48 PMGhazalamn ki kar khairaat ata mere maula jang-o-jadal ko dur hata mere maula ab ke baras to shakhon pe phal-phul khilen dharti ko gulzar bana mere maula [...] Continue Reading... Share on:
na chaaragar ki zarurat na kuchh dawa ki haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherna chaaragar ki zarurat na kuchh dawa ki hai dua ko hath uthao ki gham ki raat kate Continue Reading... Share on:
jo usne kiya use sila deShayari By 12 Nov 2020 01:34:17 AMGhazaljo us ne kiya use sila de maula mujhe sabr ki jaza de ya mere diye ki lau badha de ya raat ko subh se mila de [...] Continue Reading... Share on:
garaj baras pyasi dharti phir pani de maulaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalgaraj-baras pyasi dharti par phir pani de maula chidiyon ko dane bachchon ko gud-dhani de maula do aur do ka jod hamesha chaar kahan hota hai soch samajh walon ko thodi nadani de maula [...] Continue Reading... Share on:
dekh kar tul-e-shab-e-hijr dua karta hunShayari By 22 Nov 2020 10:51:26 PMSherdekh kar tul-e-shab-e-hijr dua karta hun wasl ke roz se bhi umr meri kam ho jae Continue Reading... Share on: