gale lagaen karen tumko pyar eid ke dinShayari By 12 Nov 2021 07:42:04 PMGhazalgale lagaen karen tum ko pyar eid ke din idhar to aao mere gul-ezar eid ke din ghazab ka husn hai aaraishen qayamat ki ayan hai qudrat-e-parwardigar eid ke din [...] Continue Reading... Share on:
shua-e-idShayari By 14 Jun 2021 02:07:45 PMNazmchand lamhat ki har sal chale aate hain jaise sahra mein gulabon ki mahak aa jae jaise zulmat mein ujalon ki khanak aa jae jaise aa jae tasawwur mein koi zohra-jabin [...] Continue Reading... Share on:
idShayari By 08 Jun 2021 01:25:49 PMNazmai jamal-e-dost teri did honi chahiye gham-zadon ki bhi to aakhir id honi chahiye jab nahin hai aap ko tark-e-talluq ka khayal aap hi ke qaul se tardid honi chahiye [...] Continue Reading... Share on:
id ka melaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmlo id aai lo do puliye maidan mein bhar bazar laga har chahat ka saman hua har neamat ka ambar laga sab ujla shahr umand aaya shalwar saja dastar laga is bhid ke biphre tufan mein jo dub gaya so par laga [...] Continue Reading... Share on:
eid ki KHaridariShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmmusalman qarz le kar eid ka saman kharidenge jo dana hain wo bechenge jo hain nadan kharidenge jo sayyan shauq se khaen wo siwayyan kharidenge murkkab sud ka sauda ba-naqd-e-jaan kharidenge [...] Continue Reading... Share on:
eid ki achkanShayari By 25 Nov 2020 06:06:04 AMNazmsajti thi kabhi tan pe jo thi eid ki achkan sajte the kabhi ham, to kabhi eid ki achkan sau sau tarah parwan chadhi eid ki achkan ab itne ghate hum ki badhi eid ki achkan [...] Continue Reading... Share on: