bichhaDne wale ka kyunkar na gham kiya jaeShayari By 04 Sep 2022 09:40:19 AMGhazalbichhadne wale ka kyunkar na gham kiya jae ye bojh aisa nahin hai ki kam kiya jae ab intizar karen kya kisi muarrikh ka chalo ye waqia khud hi raqam kiya jae [...] Continue Reading... Share on:
har tafsil mein jaane wala zehn sawal ki zad par haiShayari By 03 Sep 2022 05:12:25 PMSherhar tafsil mein jaane wala zehn sawal ki zad par hai har tashrih ke pichhe hai anjam se dar jaane ka gham Continue Reading... Share on:
na jaane haar hai ya jit kya haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherna jaane haar hai ya jit kya hai ghamon par muskurana aa gaya hai Continue Reading... Share on:
mahfilen luT gain jazbaat ne dam toD diyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmahfilen lut gain jazbaat ne dam tod diya saz khamosh hain naghmat ne dam tod diya har masarrat gham-e-diroz ka unwan bani waqt ki god mein lamhat ne dam tod diya [...] Continue Reading... Share on:
mere jaise ban jaoge jab ishq tumhein ho jaegaShayari By 23 Nov 2020 01:23:01 PMGhazalmere jaise ban jaoge jab ishq tumhein ho jaega diwaron se sar takraoge jab ishq tumhein ho jaega har baat gawara kar loge minnat bhi utara kar loge tawizen bhi bandhwaoge jab ishq tumhein ho jaega [...] Continue Reading... Share on:
kahin se maut ko lao ki gham ki raat kaTeShayari By 17 Nov 2020 08:19:50 PMGhazalkahin se maut ko lao ki gham ki raat kate mera hi sog manao ki gham ki raat kate kare na pichha mera zindagi ko samjha do ye rah us ko bhulao ki gham ki raat kate [...] Continue Reading... Share on: