ek naghma ek tara ek ghuncha ek jamShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalek naghma ek tara ek ghuncha ek jam ai gham-e-dauran gham-e-dauran tujhe mera salam zulf aawara gareban chaak ghabrai nazar in dinon ye hai jahan mein zindagani ka nizam [...] Continue Reading... Share on:
main ye kis ke nam likkhun jo alam guzar rahe hainShayari By 12 Nov 2020 01:37:05 AMGhazalmain ye kis ke nam likkhun jo alam guzar rahe hain mere shahr jal rahe hain mere log mar rahe hain koi ghuncha ho ki gul ho koi shakh ho shajar ho wo hawa-e-gulistan hai ki sabhi bikhar rahe hain [...] Continue Reading... Share on:
humne khulne na diya be-sar-o-samani koShayari By 12 Nov 2020 01:33:44 AMGhazalhum ne khulne na diya be-sar-o-samani ko kahan le jaen magar shahr ki virani ko sirf guftar se zakhmon ka rafu chahte hain ye siyasat hai to phir kya kahin nadani ko [...] Continue Reading... Share on:
kala ambar pili dharti ya allahShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkala ambar pili dharti ya allah ha-ha he-he hi-hi-hi-hi ya allah kargil aur kashmir hi tere nam hon kyun bhai bahan mahbuba beti ya allah [...] Continue Reading... Share on:
insan mein haiwan yahan bhi hai wahan bhiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalinsan mein haiwan yahan bhi hai wahan bhi allah nigahban yahan bhi hai wahan bhi khun-khwar darindon ke faqat nam alag hain har shahr bayaban yahan bhi hai wahan bhi [...] Continue Reading... Share on:
meri sari zindagi ko be-samar usne kiyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmeri sari zindagi ko be-samar us ne kiya umr meri thi magar us ko basar us ne kiya main bahut kamzor tha is mulk mein hijrat ke baad par mujhe is mulk mein kamzor-tar us ne kiya [...] Continue Reading... Share on: