hairan hai jabin aaj kidhar sajda rawa haiShayari By 09 Nov 2020 11:08:53 AMGhazalhairan hai jabin aaj kidhar sajda rawa hai sar par hain khudawand sar-e-arsh khuda hai kab tak ise sinchoge tamanna-e-samar mein ye sabr ka pauda to na phula na phala hai [...] Continue Reading... Share on:
libas tan pe salamat hain hath Khaali hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazallibas tan pe salamat hain hath khali hain hum ek mulk-e-khuda-dad ke sawali hain na hum mein aql-o-farasat na hikmat-o-tadbir magar hai zoam ki jamiyyat-e-misali hain [...] Continue Reading... Share on:
achchhe din kab aaengeShayari By 19 Nov 2020 12:23:56 AMGhazalachchhe din kab aaenge kya yun hi mar jaenge apne-ap ko khwabon se kab tak hum bahlaenge [...] Continue Reading... Share on:
ek bachcha chhoTa sa bachchaShayari By 31 Oct 2020 05:33:40 AMNazmek bachcha chhota sa bachcha ek hath mein us ke takhti thi ek hath mein us ke basta tha aur panw ke niche dur talak [...] Continue Reading... Share on:
europe jis wahshat se ab bhi sahma sahma rahta haiShayari By 30 Oct 2020 05:23:24 PMGhazaleurope jis wahshat se ab bhi sahma sahma rahta hai khatra hai wo wahshat mere mulk mein aag lagaegi german gass-kadon se ab tak khun ki badbu aati hai andhi watan-parasti hum ko us raste le jaegi [...] Continue Reading... Share on:
zarron mein kunmunati hui kaenat hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalzarron mein kunmunati hui kaenat hun jo muntazir hai jismon ki main wo hayat hun donon ko pyasa mar raha hai koi yazid ye zindagi husain hai aur main furaat hun [...] Continue Reading... Share on: