wahi taj hai wahi taKHt hai wahi zahr hai wahi jam haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwahi taj hai wahi takht hai wahi zahr hai wahi jam hai ye wahi khuda ki zamin hai ye wahi buton ka nizam hai bade shauq se mera ghar jala koi aanch tujh pe na aaegi ye zaban kisi ne kharid li ye qalam kisi ka ghulam hai [...] Continue Reading... Share on:
hai ajib shahr ki zindagi na safar raha na qayam haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhai ajib shahr ki zindagi na safar raha na qayam hai kahin karobar si dopahar kahin bad-mizaj si sham hai yunhi roz milne ki aarzu badi rakh-rakhaw ki guftugu ye sharafaten nahin be-gharaz ise aap se koi kaam hai [...] Continue Reading... Share on:
KHirad walo junun walon ke viranon mein aa jaoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkhirad walo junun walon ke viranon mein aa jao dilon ke bagh zakhmon ke gulistanon mein aa jao ye daman o gareban ab salamat rah nahin sakte abhi tak kuchh nahin bigda hai diwanon mein aa jao [...] Continue Reading... Share on:
kaam ab koi na aaega bas ek dil ke siwaShayari By 23 Nov 2020 04:46:47 PMGhazalkaam ab koi na aaega bas ek dil ke siwa raste band hain sab kucha-e-qatil ke siwa bais-e-rashk hai tanha-rawi-e-rah-raw-e-shauq ham-safar koi nahin duri-e-manzil ke siwa [...] Continue Reading... Share on:
de rahe hain jis ko topon ki salami aadmiShayari By 31 Oct 2020 01:22:31 PMGhazalde rahe hain jis ko topon ki salami aadmi kya kahun tum se ki hai kitna harami aadmi bhid chhat jaegi tab us ki samajh mein aaega ek akela aadmi hai azdahami aadmi [...] Continue Reading... Share on:
koi hindu koi muslim koi isai haiAdmin16 Dec 2017 03:09:16 PMGhazalkoi hindu koi muslim koi isai hai sab ne insan na banne ki qasam khai hai itni khub khar na thin pahle ibaadat gahen ye aqide hain ki insan ki tanhai hai tin chauthai se zaid hain jo aabaadi mein un ke hi waste har bhuk hai mahngai hai dekhe kab talak baqi rahe saj-dhaj us ki aaj jis chehra se taswir utarwai hai ab nazar aata nahin kuchh bhi dukanon ke siwa ab na baadal hain na chidiyan hain na purwai hai Continue Reading... Share on: