ai husn-e-lala-fam! zara aankh to milaShayari By 17 Nov 2020 02:51:59 PMGhazalai husn-e-lala-fam! zara aankh to mila khali pade hain jam! zara aankh to mila kahte hain aankh aankh se milna hai bandagi duniya ke chhod kaam! zara aankh to mila [...] Continue Reading... Share on:
tu qarib aae to qurbat ka yun izhaar karunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaltu qarib aae to qurbat ka yun izhaar karun aaina samne rakh kar tera didar karun samne tere karun haar ka apni elan aur akele mein teri jit se inkar karun [...] Continue Reading... Share on:
mera KHat hai jahan yaro wo rashk-e-hur le jaanaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmera khat hai jahan yaro wo rashk-e-hur le jaana kisi surat se wan tak tum mera mazkur le jaana agar wo shoala-ru puchhe mere dil ke phaphulon ko to us ke samne ek khosha-e-angur le jaana [...] Continue Reading... Share on:
hum ashk-e-gham hain agar tham rahe rahe na raheShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhum ashk-e-gham hain agar tham rahe rahe na rahe mizha pe aan ke tuk jam rahe rahe na rahe rahen wo shakhs jo bazm-e-jahan ki raunaq hain hamari kya hai agar hum rahe rahe na rahe [...] Continue Reading... Share on:
awwalin chand ne kya baat sujhai mujhkoShayari By 21 Nov 2020 12:09:18 AMGhazalawwalin chand ne kya baat sujhai mujh ko yaad aai teri angusht-e-hinai mujh ko sar-e-aiwan-e-tarab naghma-sara tha koi raat bhar us ne teri yaad dilai mujh ko [...] Continue Reading... Share on:
phir chahe jitni qamat le kar aa jaanaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalphir chahe jitni qamat le kar aa jaana pahle apni zat se tum bahar aa jaana tanha tai kar lunga sare mushkil raste shart ye hai ki tum darwaze par aa jaana [...] Continue Reading... Share on: