ab ye sochun to bhanwar zehn mein paD jate hainShayari By 16 Aug 2021 02:15:03 AMGhazalab ye sochun to bhanwar zehn mein pad jate hain kaise chehre hain jo milte hi bichhad jate hain kyun tere dard ko den tohmat-e-virani-e-dil zalzalon mein to bhare shahr ujad jate hain [...] Continue Reading... Share on:
ho gai hai pir parwat si pighalni chahiyeShayari By 28 Jan 2021 10:18:38 PMHindi Ghazalsho gai hai pir parwat si pighalni chahiye is himale se koi ganga nikalni chahiye aaj ye diwar pardon ki tarah hilne lagi shart lekin thi ki ye buniyaad hilni chahiye [...] Continue Reading... Share on:
tu samajhta hai hawadis hain satane ke liyeShayari By 22 Nov 2020 06:57:09 PMGhazaltu samajhta hai hawadis hain satane ke liye ye hua karte hain zahir aazmane ke liye tundi-e-baad-e-mukhalif se na ghabra ai uqab ye to chalti hai tujhe uncha udane ke liye [...] Continue Reading... Share on:
aur koi dam ki mehman hai guzar jaegi raatShayari By 22 Nov 2020 02:57:50 AMGhazalaur koi dam ki mehman hai guzar jaegi raat dhalte dhalte aap-apni maut mar jaegi raat zindagi mein aur bhi kuchh zahr bhar jaegi raat ab agar thahri rag-o-pai mein utar jaegi raat [...] Continue Reading... Share on:
siyah raat nahin leti nam Dhalne kaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsiyah raat nahin leti nam dhalne ka yahi to waqt hai suraj tere nikalne ka yahan se guzre hain guzrenge hum se ahl-e-wafa ye rasta nahin parchhaiyon ke chalne ka [...] Continue Reading... Share on:
safar mein dhup to hogi jo chal sako to chaloShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsafar mein dhup to hogi jo chal sako to chalo sabhi hain bhid mein tum bhi nikal sako to chalo kisi ke waste rahen kahan badalti hain tum apne aap ko khud hi badal sako to chalo [...] Continue Reading... Share on: