kisi ki yaad mein duniya ko hain bhulae hueShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkisi ki yaad mein duniya ko hain bhulae hue zamana guzra hai apna khayal aae hue badi ajib khushi hai gham-e-mohabbat bhi hansi labon pe magar dil pe chot khae hue [...] Continue Reading... Share on:
tumhaari anjuman se uTh ke diwane kahan jateShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaltumhaari anjuman se uth ke diwane kahan jate jo wabasta hue tum se wo afsane kahan jate departing from your company, where could your lovers go? what would happen to those legends that around you grow? [...] Continue Reading... Share on:
husn ko chand jawani ko kanwal kahte hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhusn ko chand jawani ko kanwal kahte hain un ki surat nazar aae to ghazal kahte hain uf wo marmar se tarasha hua shaffaf badan dekhne wale use taj-mahal kahte hain [...] Continue Reading... Share on:
chand raatShayari By 16 Nov 2020 03:26:55 PMNazmgae baras ki id ka din kya achchha tha chand ko dekh ke us ka chehra dekha tha faza mein 'keats' ke lahje ki narmahat thi mausam apne rang mein 'faiz' ka misra tha [...] Continue Reading... Share on:
nind aankhon se uDi phul se KHushbu ki tarahShayari By 12 Nov 2020 01:38:03 AMGhazalnind aankhon se udi phul se khushbu ki tarah ji bahal jaega shab se tere gesu ki tarah dosto jashn manao ki bahaar aai hai phul girte hain har ek shakh se aansu ki tarah [...] Continue Reading... Share on:
aap jin ke qarib hote hainShayari By 13 Nov 2020 10:25:11 PMGhazalaap jin ke qarib hote hain wo bade khush-nasib hote hain those who are close to you are blessed it is true [...] Continue Reading... Share on: