aao koi tafrih ka saman kiya jaeShayari By 12 Nov 2020 10:57:50 PMGhazalaao koi tafrih ka saman kiya jae phir se kisi waiz ko pareshan kiya jae be-laghzish-e-pa mast hun un aankhon se pi kar yun mohtasib-e-shahr ko hairan kiya jae [...] Continue Reading... Share on:
har ek ghar mein diya bhi jale anaj bhi hoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhar ek ghar mein diya bhi jale anaj bhi ho agar na ho kahin aisa to ehtijaj bhi ho rahegi wadon mein kab tak asir khush-haali har ek bar hi kal kyun kabhi to aaj bhi ho [...] Continue Reading... Share on:
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)Shayari By 09 Nov 2020 12:30:14 PMNazmhum dekhenge lazim hai ki hum bhi dekhenge wo din ki jis ka wada hai jo lauh-e-azal mein likhkha hai [...] Continue Reading... Share on:
jala ke mishal-e-jaan hum junun-sifat chaleShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaljala ke mishal-e-jaan hum junun-sifat chale jo ghar ko aag lagae hamare sath chale dayar-e-sham nahin manzil-e-sahar bhi nahin ajab nagar hai yahan din chale na raat chale [...] Continue Reading... Share on:
aabaad rahenge virane shadab rahengi zanjirenShayari By 31 Oct 2020 02:12:05 AMGhazalaabaad rahenge virane shadab rahengi zanjiren jab tak diwane zinda hain phulengi phalengi zanjiren aazadi ka darwaza bhi khud hi kholengi zanjiren tukde tukde ho jaengi jab had se badhengi zanjiren [...] Continue Reading... Share on:
inqilabi auratShayari By 30 Oct 2020 12:42:27 AMNazmranbhumi mein ladte ladte main ne kitne sal ek din jal mein chhaya dekhi chatte ho gae baal papad jaisi huin haddiyan jalne lage hain dant jagah jagah jhurriyon se bhar gai sare tan ki khaal [...] Continue Reading... Share on: