aaj unhen kuchh is tarah ji khol kar dekha kiyeShayari By 31 Oct 2020 12:50:32 AMGhazalaaj unhen kuchh is tarah ji khol kar dekha kiye ek hi lamhe mein jaise umr-bhar dekha kiye dil agar betab hai dil ka muqaddar hai yahi jis qadar thi hum ko taufiq-e-nazar dekha kiye [...] Continue Reading... Share on:
Na Ishq Ki Tamanna Thi Na Madhoshi Ki Bekraari ThiAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMHusnNa Ishq Ki Tamanna Thi Na Madhoshi Ki Bekraari ThiYeh Tere Husn Ka Jalwa Hai, Jo Hum Diwane Ho Gaye! Continue Reading... Share on:
atlantic cityAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMNazmzamin-e-nur o naghma par khuda-e-rang ke bikhre hue jalwaon ko pahchanen use samjhen use jaanen yaqin aa jae to manen yahan to kahkashan mutthi mein hai lal-o-jawahir pairahan par hain shuaon ke kai dhabbe har ek ujle badan par hain yahan rangin mashinen daeron mein jhuk ke milti hain kisi se ruth jate hain kisi ke sath chalte hain yahan ke samri goyai le lete hain aur palkon pe hairat ke dariche khol dete hain yahan har nafa ke khane mein poshida khasara hai fusun kam ho to phir bahar ka har manzar hamara hai jise hum chand samjhe hain bhatakta sa sitara hai yahi suraj se jita hai yahi jugnu se haara hai ye fitrat ka ishaara hai chalo tanwir-shah! uttho Continue Reading... Share on:
ishq ka zauq-e-nazara muft mein badnam haiAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMSherishq ka zauq-e-nazara muft mein badnam hai husn khud be-tab hai jalwa dikhane ke liye love is needlessly defamed that for vision it is keen beauty is impatient too for its splendour to be seen Continue Reading... Share on: