KHamoshi ke naKHun se chhil jaya karte hainShayari By 03 Sep 2022 11:34:28 AMSherkhamoshi ke nakhun se chhil jaya karte hain koi phir in zakhmon par aawazen malta hai Continue Reading... Share on:
ek ashk qahqahon se guzarta chala gayaShayari By 03 Sep 2022 11:30:00 AMSherek ashk qahqahon se guzarta chala gaya ek chikh khamushi mein utarti chali gai Continue Reading... Share on:
tamam shahr pe ek KHamushi musallat haiShayari By 01 Jul 2022 11:07:04 PMShertamam shahr pe ek khamushi musallat hai ab aisa kar ki kisi din meri zaban se nikal Continue Reading... Share on:
so lene do apna apna kaam karo chup ho jaoShayari By 30 Nov 2020 11:06:52 AMGhazalso lene do apna apna kaam karo chup ho jao darwazo kuchh waqt guzaro diwaro chup ho jao kis kashti ki umr hai kitni mallahon se puchhne do tum se bhi puchhenge ek din dariyao chup ho jao [...] Continue Reading... Share on:
mariz-e-gham ke sahaaro koi to baat karoShayari By 19 Nov 2020 01:15:20 AMGhazalmariz-e-gham ke sahaaro koi to baat karo udas chand sitaro koi to baat karo kahan hai dub chuka ab to dubne wala shikasta-dil se kinaro koi to baat karo [...] Continue Reading... Share on:
ai dil-e-be-qarar chup ho jaShayari By 15 Nov 2020 02:51:59 PMGhazalai dil-e-be-qarar chup ho ja ja chuki hai bahaar chup ho ja ab na aaenge ruthne wale dida-e-ashk-bar chup ho ja [...] Continue Reading... Share on: