sahil pe lai aur safine Dubo diyeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsahil pe lai aur safine dubo diye yun zindagi ne hum ko hansaya ki ro diye ahl-e-chaman ne jashn-e-bahaaran ke nam se wo dastan sunai ki daman bhigo diye [...] Continue Reading... Share on:
mohabbat ho gai tum seShayari By 30 Nov 2020 07:55:57 AMNazmtumhein ek baat kahni thi ijazat ho to kah dun main ye bhiga bhiga sa mausam ye titli phul aur shabnam [...] Continue Reading... Share on:
apne ehsas se chhu kar mujhe sandal kar doShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalapne ehsas se chhu kar mujhe sandal kar do main ki sadiyon se adhura hun mukammal kar do na tumhein hosh rahe aur na mujhe hosh rahe is qadar tut ke chaho mujhe pagal kar do [...] Continue Reading... Share on:
ye KHayal tha kabhi KHwab mein tujhe dekhteShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye khayal tha kabhi khwab mein tujhe dekhte kabhi zindagi ki kitab mein tujhe dekhte mere mah tum to hijab hi mein rahe magar hamein tab thi tab-o-tab mein tujhe dekhte [...] Continue Reading... Share on:
ye kaj-adai ye ghamza tera kabhi phir yar!Shayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye kaj-adai ye ghamza tera kabhi phir yar! ki tera shahr naya aur main musafir yar! tu aur kuchh na sahi, dost to hai aakhir yar! dukhi raha hai bahut aaj tera shair yar! [...] Continue Reading... Share on:
ye kya tilism hai duniya pe bar guzri haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye kya tilism hai duniya pe bar guzri hai wo zindagi jo sar-e-rahguzar guzri hai gulon ki gum-shudagi se suragh milta hai kahin chaman se nasim-e-bahaar guzri hai [...] Continue Reading... Share on: