mai-kada hai shaiKH sahab ye koi masjid nahinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermai-kada hai shaikh sahab ye koi masjid nahin aap shayad aae hain rindon ke bahkae hue Continue Reading... Share on:
KHuda kare kahin mai-KHane ki taraf na muDeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkhuda kare kahin mai-khane ki taraf na mude wo mohtasib ki sawari fareb-e-rah ruki Continue Reading... Share on:
ja sake na masjid tak jama the bahut zahidShayari By 23 Nov 2020 11:39:35 PMSherja sake na masjid tak jama the bahut zahid mai-kade mein aa baithe jab na rasta paya Continue Reading... Share on:
man mausam ka kaha chhai ghaTa jam uThaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalman mausam ka kaha chhai ghata jam utha aag se aag bujha phul khila jam utha pi mere yar tujhe apni qasam deta hun bhul ja shikwa gila hath mila jam utha [...] Continue Reading... Share on:
aaftab aae chamak kar jo sar-e-jam-e-sharabShayari By 23 Oct 2020 06:12:49 PMGhazalaaftab aae chamak kar jo sar-e-jam-e-sharab rind samjhen ki hai sadiq sahar-e-jam-e-sharab sab ke hathon pe tha shab-bhar safar-e-jam-e-sharab har khat-e-dast bana rah-guzar-e-jam-e-sharab [...] Continue Reading... Share on:
hans hans ke jam jam ko chhalka ke pi gayaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhans hans ke jam jam ko chhalka ke pi gaya wo khud pila rahe the main lahra ke pi gaya tauba ke tutne ka bhi kuchh kuchh malal tha tham tham ke soch soch ke sharma ke pi gaya [...] Continue Reading... Share on: