dukh-dard ke maron se mera zikr na karnaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldukh-dard ke maron se mera zikr na karna ghar jao to yaron se mera zikr na karna wo zabt na kar paengi aankhon ke samundar tum rah-guzaron se mera zikr na karna [...] Continue Reading... Share on:
apne ehsas se chhu kar mujhe sandal kar doShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalapne ehsas se chhu kar mujhe sandal kar do main ki sadiyon se adhura hun mukammal kar do na tumhein hosh rahe aur na mujhe hosh rahe is qadar tut ke chaho mujhe pagal kar do [...] Continue Reading... Share on:
sab zarurat ka to saman hai ghar mein rahiyeShayari By 24 Nov 2020 06:48:20 AMGhazalsab zarurat ka to saman hai ghar mein rahiye kya hua gar koi halkan hai ghar mein rahiye bhid mein bhi na the sine se lagane wale aaj to shahr hi viran hai ghar mein rahiye [...] Continue Reading... Share on:
mujh pe hain saikDon ilzam mere sath na chalShayari By 19 Nov 2020 01:46:14 AMGhazalmujh pe hain saikdon ilzam mere sath na chal tu bhi ho jaega badnam mere sath na chal tu nai subah ke suraj ki hai ujli si kiran main hun ek dhul bhari sham mere sath na chal [...] Continue Reading... Share on:
charagh-e-tur jalao baDa andhera haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalcharagh-e-tur jalao bada andhera hai zara naqab uthao bada andhera hai abhi to subh ke mathe ka rang kala hai abhi fareb na khao bada andhera hai [...] Continue Reading... Share on:
ai husn-e-lala-fam! zara aankh to milaShayari By 17 Nov 2020 02:51:59 PMGhazalai husn-e-lala-fam! zara aankh to mila khali pade hain jam! zara aankh to mila kahte hain aankh aankh se milna hai bandagi duniya ke chhod kaam! zara aankh to mila [...] Continue Reading... Share on: