kisi bhi shahr mein jao kahin qayam karoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkisi bhi shahr mein jao kahin qayam karo koi faza koi manzar kisi ke nam karo dua salam zaruri hai shahr walon se magar akele mein apna bhi ehtiram karo [...] Continue Reading... Share on:
kaTh-putli hai ya jiwan hai jite jao socho matShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkath-putli hai ya jiwan hai jite jao socho mat soch se hi sari uljhan hai jite jao socho mat likha hua kirdar kahani mein hi chalta phirta hai kabhi hai duri kabhi milan hai jite jao socho mat [...] Continue Reading... Share on:
apna gham le ke kahin aur na jaya jaeShayari By 17 Nov 2020 06:37:59 PMGhazalapna gham le ke kahin aur na jaya jae ghar mein bikhri hui chizon ko sajaya jae jin charaghon ko hawaon ka koi khauf nahin un charaghon ko hawaon se bachaya jae [...] Continue Reading... Share on:
din Dhala raat phir aa gai so raho so rahoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldin dhala raat phir aa gai so raho so raho manzilon chha gai khamushi so raho so raho sara din tapte suraj ki garmi mein jalte rahe thandi thandi hawa phir chali so raho so raho [...] Continue Reading... Share on:
raushni ke rup mein KHushbu mein ya rangon mein aaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalraushni ke rup mein khushbu mein ya rangon mein aa main tujhe pahchan lunga kitne hi chehron mein aa band aankhon mein bhi kya hogi teri be-pardagi chhin le mujh se ye ninden ya mere khwabon mein aa [...] Continue Reading... Share on:
ba-nam-e-taqat koi ishaara nahin chalegaShayari By 21 Nov 2020 05:09:36 PMGhazalba-nam-e-taqat koi ishaara nahin chalega udas naslon pe ab ijara nahin chalega hum apni dharti se apni har samt khud talashen hamari khatir koi sitara nahin chalega [...] Continue Reading... Share on: