ashk apna ki tumhaara nahin dekha jataShayari By 17 Nov 2020 05:09:36 PMGhazalashk apna ki tumhaara nahin dekha jata abr ki zad mein sitara nahin dekha jata apni shah-e-rag ka lahu tan mein rawan hai jab tak zer-e-khanjar koi pyara nahin dekha jata [...] Continue Reading... Share on:
mere bare mein kuchh socho mujhe nind aa rahi haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmere bare mein kuchh socho mujhe nind aa rahi hai mujhe zaea na hone do mujhe nind aa rahi hai mere andar ke dukh chehre se zahir ho rahe hain meri taswir mat khincho mujhe nind aa rahi hai [...] Continue Reading... Share on:
mashwaraShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmraaton ko sone se pahle nai purani yaadon ko ulat-palat karte rahna warna kali pad jaengi [...] Continue Reading... Share on:
bala se koi kahe din ko raat chup rahnaShayari By 04 Nov 2020 01:29:56 AMGhazalbala se koi kahe din ko raat chup rahna tum apne honton pe rakh lena hat chup rahna kahin pe kuchh bhi nazar aae puchhna mat kuchh kabhi nikalna agar mere sath chup rahna [...] Continue Reading... Share on:
sula kar tez dhaaron ko kinaro tum na so jaanaShayari By 15 Nov 2020 06:14:58 PMGhazalsula kar tez dhaaron ko kinaro tum na so jaana rawani zindagani hai to dhaaro tum na so jaana mujhe tum ko sunani hai mukammal dastan apni adhuri dastan sun kar sitaro tum na so jaana [...] Continue Reading... Share on:
munh faqiron se na phera chahiyeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmunh faqiron se na phera chahiye ye to puchha chahiye kya chahiye chah ka meyar uncha chahiye jo na chahen un ko chaha chahiye [...] Continue Reading... Share on: