aa jaanaShayari By 13 Nov 2020 08:33:03 PMNazmfaza mein dard-agin git lahrae to aa jaana sukut-e-shab mein koi aah tharrae to aa jaana jahan ka zarra zarra yas barsae to aa jaana dar-o-diwar par andoh chha jae to aa jaana [...] Continue Reading... Share on:
yun hasraton ke dagh mohabbat mein dho liyeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalyun hasraton ke dagh mohabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye ghar se chale the hum to khushi ki talash mein gham rah mein khade the wahi sath ho liye [...] Continue Reading... Share on:
kahin se maut ko lao ki gham ki raat kaTeShayari By 17 Nov 2020 08:19:50 PMGhazalkahin se maut ko lao ki gham ki raat kate mera hi sog manao ki gham ki raat kate kare na pichha mera zindagi ko samjha do ye rah us ko bhulao ki gham ki raat kate [...] Continue Reading... Share on:
jab jab tumhein bhulaya tum aur yaad aaeShayari By 15 Nov 2020 08:19:50 PMGhazaljab jab tumhein bhulaya tum aur yaad aae jate nahin hain dil se ab tak tumhaare sae tum se bichhad ke hum ne dil ko bahut sambhaala gulshan mein ye na bahla sahra mein bhi satae [...] Continue Reading... Share on:
wo to hashr tha magar uski ab wo shabahaten bhi chali gainShayari By 13 Nov 2020 11:37:14 AMGhazalwo to hashr tha magar us ki ab wo shabahaten bhi chali gain jo rahen to shahar mein kya rahen ki qayamaten bhi chali gain tere dam se thin sabhi raunaqen wo habib the ki raqib the wo qarabaten to gai hi thin wo riqabaten bhi chali gain [...] Continue Reading... Share on:
kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarahShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkiya hai pyar jise hum ne zindagi ki tarah wo aashna bhi mila hum se ajnabi ki tarah kise khabar thi badhegi kuchh aur tariki chhupega wo kisi badli mein chandni ki tarah [...] Continue Reading... Share on: