yaaden pagal kar deti hainShayari By 13 Nov 2020 11:14:55 PMGhazalyaaden pagal kar deti hain baaten pagal kar deti hain chehra hosh uda deta hai aankhen pagal kar deti hain [...] Continue Reading... Share on:
tere aane ka dhoka sa raha haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaltere aane ka dhoka sa raha hai diya sa raat bhar jalta raha hai ajab hai raat se aankhon ka aalam ye dariya raat bhar chadhta raha hai [...] Continue Reading... Share on:
yasShayari By 17 Nov 2020 12:30:14 PMNazmbarbat-e-dil ke tar tut gae hain zamin-bos rahaton ke mahal mit gae qissa-ha-e-fikr-o-amal! bazm-e-hasti ke jam phut gae [...] Continue Reading... Share on:
tanhaiShayari By 09 Nov 2020 12:26:53 PMNazmphir koi aaya dil-e-zar nahin koi nahin rah-rau hoga kahin aur chala jaega dhal chuki raat bikharne laga taron ka ghubar ladkhadane lage aiwanon mein khwabida charagh [...] Continue Reading... Share on:
aaj ki raatShayari By 09 Nov 2020 11:53:31 AMNazmaaj ki raat saz-e-dard na chhed dukh se bharpur din tamam hue aur kal ki khabar kise malum dosh-o-farda ki mit chuki hain hudud [...] Continue Reading... Share on:
tere gham ko jaan ki talash thi tere jaan-nisar chale gaeShayari By 09 Nov 2020 11:23:09 AMGhazaltere gham ko jaan ki talash thi tere jaan-nisar chale gae teri rah mein karte the sar talab sar-e-rahguzar chale gae teri kaj-adai se haar ke shab-e-intizar chali gai mere zabt-e-haal se ruth kar mere gham-gusar chale gae [...] Continue Reading... Share on: