mazdur

Shayari By

gard chehre par pasine mein jabin dubi hui
aansuon mein kuhniyon tak aastin dubi hui

pith par naqabil-e-bardasht ek bar-e-garan
zoaf se larzi hui sare badan ki jhurriyan [...]

kisan

Shayari By

jhutpute ka narm-rau dariya shafaq ka iztirab
khetiyan maidan khamoshi ghurub-e-aftab

dasht ke kaam-o-dahan ko din ki talkhi se faragh
dur dariya ke kinare dhundle dhundle se charagh [...]

yakum may

Shayari By

ye may ki pahli, din hai banda-e-mazdur ka
muddaton ke baad dekha is ne jalwa hur ka

ye jo rishta-dar tha hum sab ka lekin dur ka
mill ke malik ne ise rutba diya mansur ka [...]

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close