yakum may

Shayari By

ye may ki pahli, din hai banda-e-mazdur ka
muddaton ke baad dekha is ne jalwa hur ka

ye jo rishta-dar tha hum sab ka lekin dur ka
mill ke malik ne ise rutba diya mansur ka [...]

yaum-e-may

Shayari By

aaj may ka pahla din hai aaj ka din mazdur ka din hai
zulm-o-sitam ke madd-e-muqabil hausla-e-jamhur ka din hai

aaj ka din ye ilm-o-hunar ka fikr-o-amal ki fath-o-zafar ka
aaj shikast-e-zulmat-e-shab hai aaj farogh-e-nur ka din hai [...]

mazdur ki zindagi

Shayari By

dopahar ka waqt garma ki hawaen tez-tar
mehr ki tabish se pighle ja rahe hain dasht-o-dar

garm hai nahron ka pani sard hai nabz-e-bahaar
khushk patte jeb-o-daman kar rahe hain tartar [...]

mazdur ki maut

Shayari By

waqt ka mara hua insan raunat ka shikar
jis ki mehnat ka natija azmat-e-sarmaya-dar

asl mein hindostan ka baadshah lekin ghulam
zindagi ki dusri manzil mein hai garm-e-khiram [...]

mazdur

Shayari By

use kya farq padta hai
december bit jaane se

yakum tarikh aane se
kisi bhi sal-e-nau ke khair-maqdam par khushi ke shadyane se [...]

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close