darantiShayari By 02 Nov 2020 08:30:02 PMNazmchamak rahe hain daranti ke tez dandane khamida hal ki ye alhad jawan nur-e-nazar sunahri fasl mein jis waqt ghota-zan hogi to ek git chhidega musalsal aur daraaz [...] Continue Reading... Share on:
gharib kisanShayari By 08 Oct 2020 05:01:01 PMNazmai nature ke raj dulare ai fitrat ki aankh ke tare mehnat ka phal pane wale kandhe par hal le jaane wale [...] Continue Reading... Share on:
Husn Agar Bewafa Nhi Hota ToAdmin05 Jul 2018 09:36:59 AMHusnHusn agar bewafa nhi hota to,is duniya me ashiqo ka naam nhi hota,kat gaye hath un majduro k,varna aap ki gali me tajmahal hota. Continue Reading... Share on:
Husn Agar Bewafa Nhi Hota ToAdmin06 Jun 2018 09:36:59 PMHusnHusn agar bewafa nhi hota to,is duniya me ashiqo ka naam nhi hota,kat gaye hath un majduro k,varna aap ki gali me tajmahal hota. Continue Reading... Share on:
Husn Agar Bewafa Nahi Hota ToAdmin23 Jun 2018 09:36:59 PMHusnHusn agar bewafa nahi hotato, is duniya me ashiqo kanaam nhi hota, kat gaye hathun majduro k, varna aap kigali me tajmahal hota. Continue Reading... Share on:
mujhe wo nazm likhni haiAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMNazmmujhe wo nazm likhni hai ki har andaz-e-mausiqi se dohraya karun jis ko magar ukta na jaun bar bar apne hi gane se yun hi bas zindagi ke saz par gaya karun jis ko magar ghabra na jaun zindagani ke fasane se mujhe wo nazm likhni hai ki jis mein zohra-o-nahid sab raqsan to hon lekin kabhi mazdur ke andoh-gin rukhsar bhi dekhun hazaron raqs-ha-e-dil-nashin pinhan to hon lekin kabhi talwar ki haibat-faza jhankar bhi dekhun mujhe wo nazm likhni hai ki jis ko maut ki aawaz se nafrat to ho lekin payam-e-zindagi kuchh hausla-saman bhi hota ho bahaar-e-zindagi ghairat-dah-e-jannat to ho lekin gharib insan is jannat se kuchh shadan bhi hota ho mujhe wo nazm likhni hai Continue Reading... Share on: