misal-e-aina yaro nikhar gaya kal shabShayari By 29 Jan 2021 01:49:33 AMMazahiyamisal-e-aina yaro nikhar gaya kal shab ajib saneha dil pe guzar gaya kal shab bisat-e-dasht pe yun chandni thi raqs-kunan ki jaise chand ka har zakhm bhar gaya kal shab [...] Continue Reading... Share on:
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le loShayari By 27 Jan 2021 01:18:17 AMGeetye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo bhale chhin lo mujh se meri jawani magar mujh ko lauta do bachpan ka sawan wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani [...] Continue Reading... Share on:
zaKHm purane phul sabhi basi ho jaengeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalzakhm purane phul sabhi basi ho jaenge dard ke sab qisse yaad-e-mazi ho jaenge sansen leti taswiron ko chup lag jaegi sare naqsh karishmon se aari ho jaenge [...] Continue Reading... Share on:
ai ham-daman bhulao na tum yaad-e-raftaganShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalai ham-daman bhulao na tum yaad-e-raftagan wamandgan ko hai yahi irshad-e-raftagan jo ghuncha na-shagufta hi jhad jae shakh se hai is chaman mein wo dil-e-nashad-e-raftagan [...] Continue Reading... Share on:
ab aise chaak par kuza-gari hoti nahin thiShayari By 20 Nov 2020 04:04:28 PMGhazalab aise chaak par kuza-gari hoti nahin thi kabhi hoti thi mitti aur kabhi hoti nahin thi bahut pahle se afsurda chale aate hain hum to bahut pahle ki jab afsurdagi hoti nahin thi [...] Continue Reading... Share on:
pani mein kankar barsaya karte theShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalpani mein kankar barsaya karte the wo din jab hum lamhe zaya karte the hod hawa se aksar lagti thi apni aksar us ko dhul chataya karte the [...] Continue Reading... Share on: