mirza ghaalibShayari By 31 May 2021 06:19:39 PMNazmmadar-e-hind ke fankar the mirza 'ghaalib' apne fan mein bade hushyar the mirza 'ghaalib' aap ka nam asadullah tha nau-shah laqab mirza ghaalib se hue baad mein maruf-e-adab [...] Continue Reading... Share on:
ghaalib dilli meinShayari By 27 Jan 2021 11:01:51 PMMazahiya'ghaalib' ne ki ye arz khudawand-e-zul-jalal jannat se kuchh dinon ke liye kar mujhe bahaal mah-wash mere kalam ko sazon pe gae hain qismat ne baad marne ke kya din dikhae hain [...] Continue Reading... Share on:
mirza-ghaalibShayari By 20 Nov 2020 01:02:36 AMNazmandheri raat mein jab muskura uthte hain sayyare tarannum phut padta hai mere saz-e-rag-e-jaan se koi angdaiyan leta jab aa jata hai mahfil mein tamanna karwaten leti hai paiham dukh-bhare dil mein [...] Continue Reading... Share on:
jashn-e-ghaalibShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmikkis baras guzre aazadi-e-kaamil ko tab ja ke kahin hum ko 'ghaalib' ka khayal aaya turbat hai kahan us ki maskan tha kahan us ka ab apne sukhan-parwar zehnon mein sawal aaya [...] Continue Reading... Share on:
gandhi ho ya ghaalib hoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazm'gandhi' ho ya 'ghaalib' ho khatm hua donon ka jashn aao unhen ab kar den dafn khatm karo tahzib ki baat [...] Continue Reading... Share on:
ghaalibShayari By 20 Nov 2020 10:40:17 PMNazmtum jo aa jao aaj dilli mein khud ko paoge ajnabi ki tarah tum phiroge bhatakte raston mein ek be-chehra zindagi ki tarah [...] Continue Reading... Share on: