har tarah ke jazbaat ka elan hain aankhenShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhar tarah ke jazbaat ka elan hain aankhen shabnam kabhi shoala kabhi tufan hain aankhen aankhon se badi koi taraazu nahin hoti tulta hai bashar jis mein wo mizan hain aankhen [...] Continue Reading... Share on:
wo shaKHs ki main jis se mohabbat nahin kartaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwo shakhs ki main jis se mohabbat nahin karta hansta hai mujhe dekh ke nafrat nahin karta pakda hi gaya hun to mujhe dar pe khincho sachcha hun magar apni wakalat nahin karta [...] Continue Reading... Share on:
safar mein dhup to hogi jo chal sako to chaloShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsafar mein dhup to hogi jo chal sako to chalo sabhi hain bhid mein tum bhi nikal sako to chalo kisi ke waste rahen kahan badalti hain tum apne aap ko khud hi badal sako to chalo [...] Continue Reading... Share on:
dariya ho ya pahaD ho Takrana chahiyeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldariya ho ya pahad ho takrana chahiye jab tak na sans tute jiye jaana chahiye yun to qadam qadam pe hai diwar samne koi na ho to khud se ulajh jaana chahiye [...] Continue Reading... Share on:
hum karen baat dalilon se to radd hoti haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhum karen baat dalilon se to radd hoti hai us ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai sans lete hue insan bhi hain lashon ki tarah ab dhadakte hue dil ki bhi lahad hoti hai [...] Continue Reading... Share on:
kis harf pe tu ne gosha-e-lab ai jaan-e-jahan ghammaz kiyaShayari By 09 Nov 2020 11:14:17 AMGhazalkis harf pe tu ne gosha-e-lab ai jaan-e-jahan ghammaz kiya elan-e-junun dil walon ne ab ke ba-hazar-andaz kiya sau paikan the paiwast-e-gulu jab chhedi shauq ki lai hum ne so tir taraazu the dil mein jab hum ne raqs aaghaz kiya [...] Continue Reading... Share on: