koi pas aaya sawere sawereShayari By 21 Nov 2020 01:23:01 PMGhazalkoi pas aaya sawere sawere mujhe aazmaya sawere sawere meri dastan ko zara sa badal kar mujhe hi sunaya sawere sawere [...] Continue Reading... Share on:
nasha mein sujhti hai mujhe dur dur kiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShernasha mein sujhti hai mujhe dur dur ki naddi wo samne hai sharab-e-tuhur ki Continue Reading... Share on:
naseh KHata muaf sunen kya bahaar meinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShernaseh khata muaf sunen kya bahaar mein hum ikhtiyar mein hain na dil ikhtiyar mein Continue Reading... Share on:
jawan hai raat saqiya sharab la sharab laShayari By 08 Nov 2020 05:25:57 PMGhazaljawan hai raat saqiya sharab la sharab la zara si pyas to bujha sharab la sharab la tere shabab par sada karam rahe bahaar ka tujhe lage meri dua sharab la sharab la [...] Continue Reading... Share on:
ye waiz kaisi bahki bahki baaten humse karte hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherye waiz kaisi bahki bahki baaten hum se karte hain kahin chadh kar sharab-e-ishq ke nashshe utarte hain Continue Reading... Share on:
main uski aankhon se chhalki sharab pita hunShayari By 31 Oct 2020 09:28:06 AMGhazalmain us ki aankhon se chhalki sharab pita hun gharib ho ke bhi mahngi sharab pita hun mujhe nashe mein bahakte kabhi nahin dekha wo jaanta hai main kitni sharab pita hun [...] Continue Reading... Share on: