jab tak nigar-e-dasht ka sina dukha na thaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaljab tak nigar-e-dasht ka sina dukha na tha sahra mein koi lala-e-sahra khila na tha do jhilen us ki aankhon mein lahra ke so gain us waqt meri umr ka dariya chadha na tha [...] Continue Reading... Share on:
main nazar se pi raha hun ye saman badal na jaeShayari By 29 Oct 2020 01:42:49 PMGhazalmain nazar se pi raha hun ye saman badal na jae na jhukao tum nigahen kahin raat dhal na jae i am feasting from thine eyes, pray let this aspect be lower not your eyes my love, or else this night may flee [...] Continue Reading... Share on:
aaftab aae chamak kar jo sar-e-jam-e-sharabShayari By 23 Oct 2020 06:12:49 PMGhazalaaftab aae chamak kar jo sar-e-jam-e-sharab rind samjhen ki hai sadiq sahar-e-jam-e-sharab sab ke hathon pe tha shab-bhar safar-e-jam-e-sharab har khat-e-dast bana rah-guzar-e-jam-e-sharab [...] Continue Reading... Share on:
kal humne bazm-e-yar mein kya kya sharab piShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkal hum ne bazm-e-yar mein kya kya sharab pi sahra ki tishnagi thi so dariya sharab pi apnon ne taj diya hai to ghairon mein ja ke baith ai khanuman-kharab na tanha sharab pi [...] Continue Reading... Share on:
mujhse chunan-chunin na karo main nashe main hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmujh se chunan-chunin na karo main nashe main hun main jo kahun nahin na karo main nashe mein hun insan nashe mein ho to wo chhupta nahin kabhi har-chand tum yaqin na karo main nashe mein hun [...] Continue Reading... Share on:
humse chunan-chunin na karo hum nashe mein hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhum se chunan-chunin na karo hum nashe mein hain hum jo kahen nahin na karo hum nashe mein hain nashsha koi dhaki-chhupi tahrik to nahin har-chand tum yaqin na karo hum nashe mein hain [...] Continue Reading... Share on: